In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics Hindi | Jodha Akbar - IndianTechnoEra
Latest update Android YouTube

In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics Hindi | Jodha Akbar

In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics Hindi | Jodha Akbar,In lamhon ke daaman mein lyrics in Hindi,In lamhon ke daaman mein lyrics in English
In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics Hindi | Jodha Akbar


About Lyrics

  • Title: In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics
  • Lyricists: Javed Akhtar
  • Singers: Madhushree, Sonu Nigam
  • Music Composer & Dir: A.R. Rahman
  • Music Label: UTV Music
  • Movie/album: Jodhaa Akbar
  • Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Bachchan, Sonu Sood
  • Release on: 15th February, 2008



In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in Hindi

इन लम्हों के दामन में

पाकीज़ा से रिश्ते हैं

कोई कलमा मोहबत का

दोहराते फ़रिश्ते हैं


खामोश सी है ज़मीन हैरान सा फ़लक है

एक नूर ही नूर सा अब्ब आसमाँ तलक है

नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में

हुस्न है साडी अदाओं में

इश्क़ है जैसे हवाओं में


ू..नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में

हुस्न है साडी अदाओं में

इश्क़ है जैसे हवाओं में


कैसे यह इश्क़ है

कैसा यह ख्वाब है

कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है


कैसे यह इश्क़ है

कैसा यह ख्वाब है

कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है

दिन बदले रातें बदली

जीने के अंदाज़ ही बदले हैं


इन लम्हों के दामन में

पाकीज़ा से रिश्ते हैं

कोई कलमा मोहबत का

दोहराते फ़रिश्ते हैं


समय ने यह क्या किया

बदल दी है काया

तुम्हें मेने पा लिए

मुझे तुमने पाया


मिले देखो ऐसे है हम

के दो सुर हो जैसे मद्धम

कोई ज्यादा न कोई काम

किसे आग में के प्रेम आग में

जलते दोनों ही थे तन भी मान भी

मान भी है तन भी


मेरे ख़्वाबों के इस गुलिस्तां में

तुमसे ही तुम बहार छाई है

फूलों में रंग नहीं थे लेकिन

दिल में खुश्बूं तुम्ही से आई है


क्यों है यह आरज़ू

क्यों है यह ज़ुस्तज़ु

क्यों दिल बेचैन है

क्यों दिल बेताब है


क्यों है यह आरज़ू

क्यों है यह ज़ुस्तज़ु

क्यों दिल बेचैन है

क्यों दिल बेताब है

दिन बदले रातें बदली बाटें बदली

जीने के अंदाज़ ही बदले हैं


इन लम्हों के दामन में

पाकीज़ा से रिश्ते हैं

कोई कलमा मोहबत का

दोहराते फ़रिश्ते हैं


नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में

हुस्न है साडी अदाओं में

इश्क़ है जैसे हवाओं में

इश्क़ है जैसे हवाओं में.


In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in English

In lamhon ke daaman mein

Pakiza se rishte hain

Koi kalma mohabat ka

Dohrate farishte hain


Khamosh si hai zameeen hairaan sa falak hai

Ek noor hi noor sa abb aasmaan talak hai

Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein

Husn hai sari adaon mein

Ishq hai jaise hawaon mein


Oo..nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein

Husn hai sari adaon mein

Ishq hai jaise hawaon mein


Kaise yeh ishq hai

Kaisa yeh khwaab hai

Kaise jazbaat ka umda sailab hai


Kaise yeh ishq hai

Kaisa yeh khwaab hai

Kaise jazbaat ka umda sailab hai

Din badle raatein badli

Jeene ke andaaz hi badle hain


In lamhon ke daaman mein

Pakiza se riste hain

Koi kalma mohabat ka

Dohrate farishte hain


Samay ne yeh kya kiya

Badal di hai kaya

Tumhein mene paa liye

Mujhe tumne paya


Mile dekho aise hai hum

Ke do sur ho jaise madham

Koi jyada na koi kaam

Kise aag mein ke prem aag mein

Jalte dono hi the tan bhi maan bhi

Maan bhi hai tan bhi


Mere khwaabon ke is gulistaan mein

Tumse hi tum bahar chai hai

Phoolon mein rang nahi the lekin

Dil mein khusboon tumhi se aai hai


Kyon hai yeh arzoo

Kyon hai yeh zustzu

Kyon dil bechain hai

Kyon dil betaab hai


Kyon hai yeh arzoo

Kyon hai yeh zustzu

Kyon dil bechain hai

Kyon dil betaab hai

Din badle raatein badli baatien badli

Jeene ke andaaz hi badle hain


In lamhon ke daaman mein

Pakiza se riste hain

Koi kalma mohabat ka

Dohrate farishte hain


Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein

Husn hai sari adaon mein

Ishq hai jaise hawaon mein

Ishq hai jaise hawaon mein.


Post a Comment

Feel free to ask your query...
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.